tips & tricks

Tez App kaise use kare aur uske fayde kya hai?

Google Pay Kaise Use Kare?
Google Pay Kaise Use Kare?

Google Pay Kaise Use Kare? : Google ki services hum roj use karte hai jese ki Youtube, gmail, google maps aur bahut sari acchi acchi apps hai google ki. Lekin google ne ab ek bahut accha app banaya hai jiska name hai Tez. Sabse phele aapko ye janna hoga ki aap Tez app ki madad se kya kar sakte hai. Tez app kaise use kare aur uske fayde kya hai.

Google Pay Kaise Use Kare?

Google Pay Kaise Use Kare?


Tez App Main account kaise banaye?

Step 1: Aapko sabse phele apne phone main ye application Install.Download tez app is link ki madad se aap tez app ko download kar sakte hai.

Step 2:  Jese hi aap application ko install karnge aur open karenge app ko to aapke samne option aayega ki aap konsi language select karna chahte hai. Aap apne hisab se English,Hindi ya apni dusri koy language select kar sakte hai.

Step 3: Uske Baad aapko Tez app main apna mobile number Enter karna hai.

Step 4: Apne mobile main koy ek Gmail account select karna hoga aur aage ki process main aapke mobile number par ek sms aayega jisme ek otp hoga aapko vo enter karna hai.

Step 5: Tez app bahut secure hai isliye aapko ek Google pin create karna hoga ye Pin 4 Digit ka hoga aap jabbhi ye app open karte hai tab aapko ye pin enter karna hoga agar aap galat pin dalte hai to ye app open nahi hoga.

Step 6: Ab ek final step aapko Apna bank add karna hai aapko apne bank ka account number nahi dalna aapne jo mobile number verified karaya hai vo number bank main add hoga us bank ko select karna hai automatically vo bank ki details Tez main add ho jayegi fir aapke phone ko verify karne ke liye ek message send hoga aur bas aapke phone main Tez app use karne ke liye ready hai ab.

Step 7: Aap jaise hi apne Tez app se phela payment karenge tab aapke account main 51 Rs add ho jayenge.

Step 1: Jese hi aap Tez Application ko open karnege aapke samne is Tarah Ki screen Hogi

tez-payment


Step 2:
Ab aapko New par Click karna hai

Step 3: New par click karte hai tab aapke samne ye option aayenge ki aap kis par payment karna chahte hai Tez user , bank account aur kisi UPI address par. Yaha par maine Tez user select kiya hai.

start-payment-tez


Step 4:
Aapke samne ye option honge ko aap usko paise bhejna chahte hai ya request karna chahte hai.

pay-tez

Step 5: Pay par click karna hai aapko

pay-to-rahul

Step 6: Fir aapko amount likhna hai aur uska reason dena hai ki kis vajah se aap ye payment bhejna chahte hai. Agar aap nahi likhna chahte ki kis vajah se aap paise bhej rahe hai to vo optional hai chalega.

payment-rahul

Step 7: Right jo tick mark hai vaha click karna hai aur Proceed to pay par click karna hai.

pay-procees

Step 8: Ab aapko apna UPI pin dalna hoga jese hi aap ye pin dalte hai aur tick mark ka option hai vaha par click karte hai turant hi ye paise aapke friend ke account main chale jayenge.

enter-upi-pin

NOTE: Agar aap pheli bar payment kar Rahe hai aur aapne hamare diye huye is link se tez aap ko download kiya hai to aapko phele payment karte hi 51 Rs milenge aapke Bank account main.

To ab aapne ye jan liya hai ki Tez app kaise use kare to aaye ab janate hai ki iske Benefits kya hai aur refer karke aap kitne paise kama sakte hai.

Tez App ke Benefits Kya hai?

  1. Direct bank account main paise Transfer aur Received Kar sakte hai.
  2. Aap kisiko bhi apni bank details share kiye bina payment received kar sakte hai.
  3. Ye bahut hi secure application hai.
  4. Isme koy wallet nahi hai ki aapko paise phele wallet main aur fir bank main transfer karna pade to ye kafi accha feature hai.
  5. Refer karne par aapko aur aapke friend ko 51 Rs milenge.
  6. Tez se hum apne account ka balance kuch hi second me dekh sakte hai.
  7. Aap Total 9000 rs tak earn kar sakte hai.

 
To friends Ab aap badi aasani se tez par account bana sakte hai aur easily paise transfer kar sakte hai agar aapne abhi bhi tez par account nahi banaya hai to jaldi se bana lijye apne dosto ke sath jarur share kare ye jankari.